अंतिम टैलीग्राम : क्या तनु अपने प्रेमी अनिरुद्ध से मिल पाई Podcast with Sheetal Sawhney cover art

अंतिम टैलीग्राम : क्या तनु अपने प्रेमी अनिरुद्ध से मिल पाई

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Tanu aur Aniruddh ke beech kayi saal pehle prem sambandh the. Lekin phir Tanu ki shaadi ho gayi thi aur Aniruddh kahin chala gaya tha. Ab Tanu ko uska telegram mila. Vah usse milna chaahta tha. Tanu ke mann mein bhi uske liye bhavna thi, lekin shaadi ke baad usne inn yaadon ko door kar diya tha. Kya use phir se zindagi ka yeh adhyaay kholna chaahiye? Telegram padhte huye Tanu yahi sochti rahi ki ab apne jeevan ko kis mod par le jaaye? Kya ateet ki taraf lautna sambhav hai?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet