अग्निपरीक्षा: क्या तूफान आया श्रेष्ठा की जिंदगी में? Podcast with Yogita Singh cover art

अग्निपरीक्षा: क्या तूफान आया श्रेष्ठा की जिंदगी में?

Grihshobha

Preview
Buy box is not available to display at this moment. Sorry for the inconvenience
To purchase this book, please visit this page later or call our 24/7 customer service
Shreshtha ki shaadi Sanyam se ho gayi thi. Ek din uske sasuraal mein Aadesh naam ka vyakti usse milne aaya aur usne bataaya ki vah Shreshtha ka bachpan ka dost hai. Shreshtha use dekh kar darr gayi. Vah Aadesh ko jaanti thi, vah usse pyar karta tha lekin Shreshtha ke mann mein uske liye aisi koi bhavna nahin thi. Vah Harjeet se prem karti thi lekin ek accident mein uski mrityu ho gayi thi. Shreshtha ko sadma pohoncha tha aur ek saal baad jab Sanyam ka rishta aaya toh vah maan gayi thi. Aakhir Aadesh ab usse kya chaahta tha?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
No reviews yet