अपशकुनी: अवनि को पहली नजर में ही दिल दे बैठा था अनन्य Podcast with Prachi Chaube cover art

अपशकुनी: अवनि को पहली नजर में ही दिल दे बैठा था अनन्य

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Anak ne jab ek party mein Avni ko dekha toh uska dil uss par aa gaya. Use pata chala ki Avni ki shaadi ek achche ghar mein tay huyi thi. Rasm poori karke jab parivaar laut raha tha toh unka accident ho gaya tha aur pita ki mrityu ho gayi thi. Uske baad rishta toot gaya thi. Yah maana gaya ki Avni apshakuni hai aur usko iss hadse ke liye doshi maana gaya. Anak ko yah baat theek nahin lagi. Kya vah Avni se rishta aage badhaega aur apshakuni ka kalank hataega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet