असली पहचान Podcast with Malik Mausam-Sabeena cover art

असली पहचान

Sarita

Preview
View show details

Summary

Sasuraal aane par mahila ne dekha ki uske pati ki behen Neelu kaafi ghabrayi rehti hai. Vah bolne mein bhi hakla rahi thi. Vah Neelu ko therapist ke paas le gayi toh usne kaha ki Neelu ka swabhaav kaafi daba hua tha. Haklaane ki wajah se Neelu ka mazaak udaya jaata tha. Mahila ne Neelu ka saath dene ka nishchay kiya aur uski shaadi bhi karaa di. Lekin Neelu ki saas ne use talaq dilwa diya. Kya Neelu apne pairon par khadi ho sakegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet