आईना Podcast with Anas Habis cover art

आईना

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Tarun ke mata-pita ne uski shaadi Sumi se ki thi jo ki kaafi padhi-likhi aur sundar ladki thi. Lekin shaadi ke baad uska vyavahar badalne laga. Vah sabse jhagda karne lagi thi. Mata-pita kaafi dukhi ho gaye. Kuchh dinon baad pata chala ki Sumi ko gall bladder mein tumour tha aur uski mrityu ho gayi. Iska prabhaav parivaar ke sabhi sadasyon par pad raha tha aur unki zindagi hamesha ke liye badal gayi thi.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet