इंद्रधनुष : पुरुषों से क्यों नफरत करने लगी ऋचा Podcast with Pallavi Bharti cover art

इंद्रधनुष : पुरुषों से क्यों नफरत करने लगी ऋचा

Sarita

Preview
View show details

Summary

Richa ko purushon se nafrat thi. Use aisa lagta tha ki vah mahilaon ke saath pehle toh meethi baatein karte the aur phir unke kareeb aa kar unse shareerik sambandh banane ki koshish karte the. Shayad ek yahi rishta saare mard chaahte the. Vah kabhi kisi purush ke saath rishte mein nahin rahi thi aur jab vah 17 saal ki thi toh Anupam naam ke ladke ne use kaafi pareshaan kiya tha. Kya vah inn buri yaadon se ubhar sakegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet