एक अच्छा दोस्त : सतीश से क्या चाहती थी राधा Podcast with Pallavi Bharti cover art

एक अच्छा दोस्त : सतीश से क्या चाहती थी राधा

Sarita

Preview
View show details

Summary

Satish jab office mein kaam karne aaya toh uski mulaqat Radha se huyi. Radha vivaahit thi lekin apne rishte mein khush nahin thi. Unke beech aakarshan badhne laga aur vah dono kareeb aa gaye. Radha ko lag raha tha ki Satish usse pyar karta hai. Lekin Satish ke mann mein toh kuchh aur hi tha. Kya dono apne iss rishte ko aage badha sakenge? Aakhir Satish kya chaahta tha Radha se aur kya vah yeh sach samajh sakegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet