कम्मो डार्लिंग : कमली के साथ क्या हुआ Podcast with Prachi Chaube cover art

कम्मो डार्लिंग : कमली के साथ क्या हुआ

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Nitesh aur Kamli ki shaadi kisi majboori mein huyi thi. Shaadi ke baad Nitesh apni patni ko sheher le aaya. Wahan aa kar Kamli kaafi badal gayi. Ek din jab Nitesh kaam se wapas aaya toh usne paaya ki ghar par taala laga hai. Der raat ko Kamli lauti aur usne bataya ki vah Akash se pyar karti thi aur uske saath rehne lagi. Nitesh ab samajh nahin paa raha tha ki khud ko kaise sambhaale. Kayi dinon baad Kamli phir mili, toh uske halaat badal gaye the.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet