काली सोच: शुभा की आंखों पर पड़ा था कैसा परदा Podcast with Hemant Saini cover art

काली सोच: शुभा की आंखों पर पड़ा था कैसा परदा

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Mansi 12veen mein poore state mein pratham aayi thi. Uske ghar padosi Vinod bhi apni patni ke saath mithai le kar aaya. Unhone yeh bhi bataaya ki unke bete Rohit ka selection medical mein ho gaya tha. Mansi aur Rohit bachpan ke dost the aur ek doosre ko achche se samajhte the. Vinod bhi chaahta tha ki kisi din Mansi uske ghar ki bahu bane. Lekin Mansi ki ma iss baat se sehmat nahin thi. Kya dono ka rishta aage badh sakega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet