जमाना बदल गया Podcast with Rupa Bhimani cover art

जमाना बदल गया

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Aishwarya ko ek achchi company mein naukri mil gayi thi. Usne ek bond sign kiya tha jiske anusaar vah do saal tak wahin naukri karegi. Aishwarya ka boss Sushant tha. Shuru mein vah usse kaafi achche se baat karta tha. Phir ek din usne kaha ki Aishwarya agar America jaana chaahe toh vah use wahan ek project par bhej sakta hai. Vah khush ho gayi lekin Sushant ne apni shart saamne rakhi ki tab tak Aishwarya ko uske saath sambandh banaane honge. Aishwarya iss jaal se kaise niklegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet