जिगोलो बनने के चक्कर में हो गया अपहरण Podcast with Roshan Kumar cover art

जिगोलो बनने के चक्कर में हो गया अपहरण

Sarita

Preview
View show details

Summary

Paise ki kami ki wajah se Sohail kaafi pareshaani mein tha. Ek din usne ek ad dekha jisme ek male escort ki maang thi. Sohail ne uss number par phone milaya aur use bataya gaya ki gigolo kya hota hai. Vah kaam ke liye raazi ho gaya. Jaise hi vah uss jagah pohoncha jahan use bulaya gaya tha, kisi ne uske sar par pistol rakh di. Vah ghabra gaya, kya uska apaharan ho gaya tha? Vah bach kar nikal sakega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet