तुम टूट न जाना: वाणी और प्रेम की कहानी Podcast with Pallavi Bharti cover art

तुम टूट न जाना: वाणी और प्रेम की कहानी

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Vani aur Prem bachpan ke dost the. Dono ek hi sheher mein rehte the aur naukri karte the. Unhone kamre kiraaye par liye the aur ek doosre se sirf 15 minute ki doori par the. Ek din Vani ne Prem ko rote huye phone kiya aur jaldi aane ko kaha. Vah uske paas pohoncha toh Vani ne bataya ki saamne ke apartment mein do logon ne atmahatya ki thi kyunki vah saath nahi reh sakte the. Vani aur Prem ki bhi jaati alag thi, kya unka rishta aage badh sakega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet