दगाबाज: आयुषा ने क्या किया था ऐसा? Podcast with Varun Kulkarni cover art

दगाबाज: आयुषा ने क्या किया था ऐसा?

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Ek shaadi mein Jeet aur Ayusha ki mulaqat huyi thi. Jeet ne Ayusha ko apne prem jaal mein phansa liya aur dono ke beech shareerik sambandh bhi ho gaye. Ayusha ko pata chala ki uske parivaar ne uski shaadi Vinay ke saath tay kar di hai. Usne Jeet se kaha ki vah uske pita se shaadi ki baat karne ghar aaye lekin Jeet gayab ho gaya. Ayusha ke saath dhokha hua tha, usne Vinay se shaadi kar li. Lekin vah yeh nahin jaanti thi ki Jeet se uski mulaqat apne sasuraal mein phir hogi.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet