दुलहन का खतरनाक दांव : प्रेमी के साथ मिल पति को लगाया ठिकाने Podcast with Neeraj Yadav cover art

दुलहन का खतरनाक दांव : प्रेमी के साथ मिल पति को लगाया ठिकाने

Manohar Kahaniyan

Preview
View show details

Summary

Shaadi ke baad honeymoon ek khaas aur khushiyon bhara anubhav hota hai. Lekin Anand aur Diksha shaadi ke baad jab honeymoon par gaye toh Anand ki hatya ho gayi. Vah dono jab Satara ke raaste se jaa rahe the toh Diksha ne car mein ultiyan karna shuru kar diya. Anand ne gaadi roki aur vah dono bahar nikal aaye. Tabhi ek motorcycle par do logon ne Anand par lohe ke rod se hamla kiya. Iss hamle ke peechhe kya maksad tha?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet