पश्चात्ताप- आज्ञाकारी पुत्र घाना को किस बात की मिली सजा? Podcast with Rupali Shinde, Lalit S Kumar cover art

पश्चात्ताप- आज्ञाकारी पुत्र घाना को किस बात की मिली सजा?

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Ek ladka jab mahine baad ghar lauta toh ma ne use bataaya ki Ghana ne apne chacha ko dande se peeta tha aur unki hatya kar di thi. Iss wajah se ab use jail jaana pada tha. Ghana uska bachpan ka dost tha aur yeh sun kar ladka kaafi dukhi hua. Ghana ke parivaar mein hamesha se jhagde chalte rehte the. Zameen aur jaaydaad ko le kar bhi vah sab ek doosre ke khoon ke pyaase rehte the. Aakhir baat hatya tak kaise pohonch gayi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet