पेशी- क्या थी न्यायाधीश के बदले व्यवहार की वजह? Podcast with Manish Singhal cover art

पेशी- क्या थी न्यायाधीश के बदले व्यवहार की वजह?

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Shivpur mein Doctor Rajesh eklaute doctor the. Unko sarkari gawaah ke taur par gawaahi dene ke liye 25 kilometre door Shahgaon ki adalat mein jaana tha. Vah bike se wahan pohonch gaye. Lekin adalat mein kaafi der lag gayi aur unka kaafi samay barbaad ho gaya. Iss wajah se unke mareezon ko takleef huyi. Kuchh dinon baad usi nyayadheesh ka accident ho gaya jiski wajah se der huyi thi. Kya Rajesh uska ilaaj karega? Kya use apni galti ka ehsaas hoga?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet