प्यार का ऐसा भयानक अंजाम आपने सोचा न होगा Podcast with Neeraj Yadav cover art

प्यार का ऐसा भयानक अंजाम आपने सोचा न होगा

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Pradeep aur Sushila college mein ek doosre se pyar karte the aur kaafi kareeb aa gaye the. Lekin vah alag biradri se the isliye unke parivaar ko yeh rishta manzoor nahin tha. Unhone parivaar aur samaaj ke khilaaf jaa kar teen saal pehle shaadi kar li thi. Sushila ke parivaar ne dono ko jaan se maarne ki dhamki di thi. Iss beech unki ek beti bhi huyi thi aur ab Sushila phir se garbhawati thi. Kya uska parivaar use apnaaega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet