प्रेम परिसीमा: कैसा था उन दोनों का वैवाहिक जीवन Podcast with Prachi Chaube cover art

प्रेम परिसीमा: कैसा था उन दोनों का वैवाहिक जीवन

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Karunanidhi aur Madhumati pati patni the. Dono umr ke akhri padaav par the. Karunanidhi ko heart attack aaya, vah hospital mein admit the. Unhe ab bhi vah din yaad the jab vah dono jawaan the. Unka prem charam par tha. Dheere-dheere unke vivaahit jeewan mein dooriyaan aayi thi, bachche hone ke baad Madhumati unn par hi zyada dhyan deti thi. Karunanidhi iss umr mein bhi Madhumati ko dekh romanchit hota tha. Kya iss sthiti mein prem ke vichaar aur bhavnayein Madhumati sweekar kar sakegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet