बबूल का पेड़ Podcast with Geeta Verma cover art

बबूल का पेड़

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Bade bhai Manohar ne apne parivaar-walon ka hamesha fayda uthaaya aur unke saath bura vyavahar kiya. Vah daulat ke nashe mein tha aur usne dhokhe se ghar bhi apne naam kar liya. Vah apne chhote bhai ki patni se naukaron jaisa vyavahar karta tha. Sabhi kaafi pareshaan the lekin majboor the. Ek din Manohar ki tabyat kharaab ho gayi aur usne bistar pakad liya. Uske parivaar ne uska kaafi khayal rakha. Use ehsaas hua ki usne unke saath anyaay kiya hai aur maafi maangi.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet