भटका मन वापस आया Podcast with Kanupriya Rishimum cover art

भटका मन वापस आया

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Malay ki shaadi gaon mein Anuradha se huyi thi. Shaadi ke baad vah Agra chala gaya aur bank mein naukri karne laga. Anuradha gaon mein apne saas-sasur ki sewa mein lag gayi. Lekin Anuradha ka sapna judge banne ka tha isliye kuchh samay baad vah bhi Agra jaane ke baare mein sochne lagi. Iss beech Malay ke sambandh Aparna ke saath chal rahe the jise vah kaafi samay se jaanta tha. Kya Anuradha ko unke rishte ke baare mein pata chal jaaega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet