भरोसेमंद- शर्माजी का कड़वा बोलना लोगों को क्यों पसंद नही आता था? Podcast with Hansraj Shetty cover art

भरोसेमंद- शर्माजी का कड़वा बोलना लोगों को क्यों पसंद नही आता था?

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Log aksar kadva bolne waale vyakti se door rehte hain aur unhe pasand nahin karte. Sharma-ji ko bhi log office mein pasand nahin karte the kyunki vah andar se narm the lekin har baat saaf bol dete the. Ek din Tiwari-ji kaafi pareshaan the aur Sharma-ji ke paas aaye. Unki beti kaafi paise kamaa leti thi lekin ghar mein bilkul kharch nahin karti thi. Sharma-ji ne unko aisa kya upaaye bataaya jisse unki samasya sulajh gayi? Office mein bhi sabka vyavahar Sharma-ji ke liye badal gaya.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet