मिशन पूरा हुआ : लक्ष्मी ने कैसे लिया इज्जत का बदला Podcast with Rupa Bhimani cover art

मिशन पूरा हुआ : लक्ष्मी ने कैसे लिया इज्जत का बदला

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Gaon mein ek ameer kisaan tha jiska naam tha Dinesh. Usne gaon ke kayi logon ko apna gulam bana rakha tha aur mauka dekhte hi vah auraton ke saath badtameezi karne ki koshish karta tha. Gaon ki ek yuvti, Lakshmi, ne nishchay kar liya ki ab vah Dinesh ka bura vyavahar nahin sahegi. Par usko sabak sikhaane ke liye kya gaon ke log uska saath denge? Vah kya yojna banayegi? Aur kya vah akele ek ameer vyakti ka kuchh nuksaan kar sakegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet