मौत का इंजेक्शन Podcast with Kabeer cover art

मौत का इंजेक्शन

Sarita

Preview
View show details

Summary

Dr. Revanth aur Kavita ki shaadi ho chuki thi. Revanth ne apni clinic khol li thi aur unke do bachche bhi ho gaye. Par ab Revanth ki zindagi mein Harshita naam ki yuvti aayi. Unn dono ke beech kaafi aakarshan tha. Harshita ne ilaaj ke bahaane Revanth ko ghar bhi bulaaya. Unke baare mein jaan kar Kavita pareshaan ho gayi aur usne apne pati se jhagda kiya. Revanth ek khatarnaak yojna banaane laga. Usne mauka paa kar apni patni ko zehreela injection de diya. Kya vah bach sakegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet