रफ्तार- क्या सुधीर को मिली अपनी पसंद की लड़की? Podcast with Mahjabeen cover art

रफ्तार- क्या सुधीर को मिली अपनी पसंद की लड़की?

Grihshobha

Preview
Buy box is not available to display at this moment. Sorry for the inconvenience
To purchase this book, please visit this page later or call our 24/7 customer service
Sudhir bachpan se hi ek bada adhikari banna chaahta tha. Uski ma ne kaafi gareebi mein use paala tha aur apne zevar bech kar uski padhai poori kari thi. Jald hi Sudhir adhikari ban gaya. Ek din raaste mein use Vinay nazar aaya jo uske saath hostel mein kayi saal raha tha. Vinay factory chalaata tha aur uske paas kaafi daulat thi. Lekin Sudhir ki zindagi bohot achchi nahin guzar rahi thi kyunki uski patni ghar ke kaam nahin karti thi. Sudhir kis tarah se apne ghar ke iss maamle ko suljhaega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
No reviews yet