लड़की पसंद है Podcast with Kumud Soney cover art

लड़की पसंद है

Sarita

Preview
View show details

Summary

Ladke ko bachpan ke din yaad the jab vah apne chacha ke liye ladki dekhne parivaar ke saath jaata tha. Chacha ne kayi ladkiyan dekhi, kuchh unhe pasand nahin aayi aur kuchh ladkiyon ko chacha pasand nahin aaye. Ek din parivaar ke sadasyon ne keh diya ki ladkiwalon ko keh diya gaya hai ki ladki pasand hai. Jab chacha ne iski wajah poochhi toh kaha ki agar ladki pasand nahin thi toh itna saara naashta khaane ki zaroorat nahin thi. Ladke ke liye ab ladki dhoondh rahe the lekin use yaad tha ki kabhi bhi naashta nahi lena chaahiye.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet