वारिस : सुरजीत के घर में कौन थी वह औरत Podcast with Sheetal Sawhney cover art

वारिस : सुरजीत के घर में कौन थी वह औरत

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Narendra bachpan se hi apne ghar ke ek kone mein ek aurat ko dekhta tha jo wahan rehti thi jahan jaanwaron ko rakha jaata tha. Uski ma bhi uss aurat ke saath kaafi bura vyavahar karti thi. Narendra kabhi samajh nahin paaya ki aakhir vah mahila kaun hai. Ek din vah apne dost Surjit se baat kar raha tha jisne bataaya ki aksar wahan par auraton ko waaris paida karne ke liye laaya jaata tha. Kya asal mein vah aurat hi Narendra ki ma thi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet