सप्ताह का एक दिन : क्या थी शोभा की समस्या Podcast with Kanupriya Rishimum cover art

सप्ताह का एक दिन : क्या थी शोभा की समस्या

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Richa apni padhai ke liye videsh gayi aur wahan uski mulaqat Saurabh se huyi. Dono ek doosre ko pasand karte the aur shaadi karna chaahte the. Richa ne apne mata-pita ko wahan bulaaya jisse vah bhi Saurabh se mil kar use samajh sakein. Lekin uske pita Ajay ko ek hafte mein hi lagne laga ki Richa ke paas toh unke liye samay hi nahin tha. Videsh mein vah akela mehsoos karne lage. Kya vah ek parivaar ban kar reh sakenge?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet