साली की चाल में जीजा हलाल Podcast with Neeraj Yadav cover art

साली की चाल में जीजा हलाल

Manohar Kahaniyan

Preview
View show details

Summary

Rekha ne police mein report likhwaayi ki uska pati kuchh samay se gayab hai aur uske baare mein koi kuchh nahin jaanta. Vah apni dukaan chalaata tha. Police ne tehkikaat shuru ki aur unhe ek bori mili jismein ek laash paayi gayi. Rekha ko bulaya gaya aur vah laash dekh kar cheekhne lagi. Vah laash uske pati ki thi aur usko kuchh aadmiyon par shaq bhi tha. Kya police iss case ko suljha sakegi aur pata chal paayega ki aakhir hatya kisne ki thi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet