सीलन : कैसी थी रिया की जिंदगी Podcast with Kanupriya Rishimum cover art

सीलन : कैसी थी रिया की जिंदगी

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Riya bachpan se hi hamesha nakaab pehne rehti thi aur koi uska chehra nahin dekh paata tha. Ek ladka uska dost bana aur jab vah bade ho gaye toh usne Riya ke parivaar ke baare mein poochha. Riya ne bataaya ki vah ek badnaam parivaar se thi. Uske pita ka koi pata nahin tha, lekin uski bohot saari ma thi. Ladka samajh gaya ki uska ateet kya hai, lekin kya unki dosti par asar hoga ya phir ladka uski takleef samajh jayega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet