हिमशिला- मां चुपचाप उसकी ओर क्यों देख रही थी? Podcast with Dipti Singh cover art

हिमशिला- मां चुपचाप उसकी ओर क्यों देख रही थी?

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Vandana rang-roop mein sadharan thi. Uske saanwale rang ki wajah se shaadi ke liye koi rishta nahin mil raha tha. Usne apne mata-pita ki marzi ke khilaaf jaa kar college ki padhai poori ki. Jab pita ke saath durghatna ho gayi toh usne naukri karke ghar ko sambhaala. Phir uski mulaqat Prem naam ke vyakti se huyi. Kya aakhir Vandana ko ek aisa aadmi milega jo sirf mahila ka rang dekh kar nahin, balki uska vyavahar dekh kar uski taraf aakarshit ho?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet