हिम्मत : क्या माधुरी बन गई धंधेवाली Podcast with Pallavi Bharti cover art

हिम्मत : क्या माधुरी बन गई धंधेवाली

Saras Salil

Preview
View show details

Summary

Madhuri college mein padhti thi. Uske mata-pita chaahte the ki vah badi afsar bane. Ek din college mein uski mulaqat Ashok se huyi aur dono ko pyar ho gaya. Unke beech shareerik sambandh bhi ban gaye aur kuchh mahinon baad Madhuri garbhawati ho gayi. Ab Ashok aur Madhuri iska saamna kaise karenge? Kya vah apne parivaar ko yeh baat bata sakenge? Kya Madhuri ka career aage badh sakega ya phir uske saare sapne iss mod par toot jayenge?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet