आहत: शालिनी के प्यार में डूबा सौरभ उस के स्वार्थी प्रेम से कैसे था अनजान Podcast with Prachi Chaube cover art

आहत: शालिनी के प्यार में डूबा सौरभ उस के स्वार्थी प्रेम से कैसे था अनजान

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Chaar saal pehle Saurabh aur Shalini ki shaadi hui thi. Shalini ko Saurabh se kayi shikayatein thi. Ek yah bhi ki vah Shalini ko santusht nahi kar paata hai. Party mein Shalini ki mulaqat ek college ke dost se hui jo Saurabh ki company ka client bhi tha. Vah Vimal ki taraf khinchti chali gayi. Ek company tour par Shalini bhi Vimal ke saath gayi. Saurabh use surprise dene wahan pohoncha toh usne hotel mein Shalini aur Saurabh ko saath paaya. Kya Saurabh kabhi Shalini ki bewafaayi ko samajh sakega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet