सच्चा प्यार- उर्मी की शादीशुदा जिंदगी में मुसीबत बना उसका प्यार Podcast with Prachi Chaube cover art

सच्चा प्यार- उर्मी की शादीशुदा जिंदगी में मुसीबत बना उसका प्यार

Grihshobha

Preview
View show details

Summary

Urmi ke pita ki achanak mrityu ho gayi thi. Ab ma-beti akele thi aur Urmi apni padhai poori karne mein lag gayi. Vah Ph.D. ke liye scholarship par America chali gayi. Uski mulaqat Shekhar se huyi aur dono kareeb aane lage. Vah dono ek saath rehne bhi lage. Lekin Shekhar ne kabhi shaadi ke liye nahin poochha. Padhai ke baad Urmi wapas Mumbai laut gayi. Ab uski ma uski shaadi karna chaahti thi. Kya Urmi iske liye raazi hogi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet